وفائے وعدہ نہیں وعدۂ دگر بھی نہیں
وہ مجھ سے روٹھے تو تھے، لیکن اس قدر بھی نہیں
برس رہی ہے حریمِ ہوس میں دولتِ حسن
گدائے عشق کے کاسے میں اک نظر بھی نہیں
نہ جانے کس لیے امّید وار بیٹھا ہوں
اک ایسی راہ پہ جو تیری رہگزر بھی نہیں
نگاہِ شوق سرِ بزم بے حجاب نہ ہو
وہ بے خبر ہی سہی اتنے بے خبر بھی نہیں
یہ عہد ترکِ محبت ہے کس لیے آخر
سکونِ قلب ادھر بھی نہیں ادھر بھی نہیں
,,,
wafa-e-wada nahin,wada-e-digar bhi nahin
woh mujhse roothe to the,lekin is kadar bhi nahin
baras rahi hai hareem-e-hawas meiN daulat-e-husn
gada-e-ishq ke kaase meiN ek nazar bhi nahiN
na jaane kis liye ummedwar baitha hooN
ek esi rahguzar pe jo teri rahgujar bhi nahiN
nigah-e-shauq sar-e-bazm be-e-hisab na ho
woh bekhabar hi sahi inta bekhabar bhi nahiN
yeh ahad-e-tarq-e-muhabbat hai kisliye aakhir
sukoon-e-kalb idhar bhi nahiN hai udhar bhi nahiN
,,,,

No comments:
Post a Comment